azma ke tum kya mujhe dekhoge,
main samay ke chakra main jiti hun.
na tum ram, na main sita,
phir kyun ho agni pareeksha ka uttarradaayee mera.
pramaan kya hoga tumhari satvikta ki pushti ka.
main samay ke chakra main jiti hun.
na tum ram, na main sita,
phir kyun ho agni pareeksha ka uttarradaayee mera.
pramaan kya hoga tumhari satvikta ki pushti ka.
No comments:
Post a Comment